America ka ek vaigyanik Bharat ghumne aaya ?
Aur yahan bajar mein samosa khaya !
America ke vaigyanikon samosa bahut swadisht Laga ?
America jaate samay kuchh samosa Bharat se apne sath Le Gaya ?
Aur vahan jakar Apne baap Ko dikha kar bola !
Sar yah samosa hai !
Upar Se maida aur andar Se aalu bhara hua Hai !
Andar aalu kaise bhara yah pata nahin Laga Paya sar !
Uske bakwas sunane ke bad....
Baap Ne jamkar use ek chanta mara !
Aur bola....
Use baap Ne apna suitcase khola !
Usmein se usne ek jalebi nikaali !
Aur kahan...
10 sal pahle mein Bharat gaya tha !
Vahan humne Jalebi Khai thi ?
Upar Se maida hai...
Iske andar jeene kahan se ghus Gai Abhi Tak Main pata nahin Laga Paya !
Aur tu ek aur samasya lekar Chala aaya ?
............................................................................
..
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें