Jaj.... Tumhen talaq kyon chahie...!
Pati... Jaj Sahab,
Meri patni mujhse lahsun chalo aati Hai !
Pyaj katwati hai...!
Aur bartan maja aati Hai !
Jaj... Ismein dikkat kya hai ?
Lahsun ko thoda garm kar liya karo !
Aasani se chhil jaega !
Pyaj ko kaatne Se pahle...
Fridge mein rakh diya karo !
Kaatne ke samay Aankhen nahin jalegi !
Bartan manjne se 10 minut pahle...!
Bhare hue tab mein Dal diya karo !
Aasani se saaf ho jaega...!
Pati..... Samajh gaya hujur !
Jaj Sahab..... Ji wapas de do meri ?
.......................................................................
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें