www.clicktechmoney.com

गुरुवार, 11 दिसंबर 2025

Anokha sabak

 Ek chhote se gaon mein Ramu Naam Ka ek ladka rahata tha!!

Vah hamesha Apne doston Se kitaben aur khilaune mangta rahata tha !!

Lekin jab bhi Koi khushbu se mangta Ramu Sahab mana kar deta tha !!

Ek din uske doston Ne use Khel mein Shamil nahin kiya !!

Ramu ko samajh mein nahin aaya uske sath Aisa kyon hua !!

Uske dadaji Ne use samjhaya ki dosti mein Dena bhi utna mahatvpurn hai jitna ki lena 

Ramu ne apni galti samjhe aur apne doston Se mafi mangi!

Ramu ne apne khilaune aur kitaben apne doston ke sath bantana shuru kar diya !!

धीरे-धीरे Ramu ke dost Ramu ke kareeb fir se a gaye !!

Ramu sekha ki sacchi dosti mein dene ka bhav bhi jaruri hai !!

Naitik Gyan.... Dosti mein Lena Hi nahin Dena dekhna hai mahatvpurn hai !!

कोई टिप्पणी नहीं:

तोतला बेटा...

 मां  अपने तोतले बेटे से कहा।      बेटा  आज हम जहां, लड़की देखने जा रहें हैं। तुम वहां बोलना मत ।     वर्ना  वह लोग भी मना कर देंगे।    बेटा...

Popular post.रावण का कुल और गोत्र